Header Ads Widget

How To Download and Install Whatsapp in Windows 10 Desktop PC and Laptop

 How To Download and Install Whatsapp in Windows 10 Desktop PC / Laptop

Aslam o Allaikum, dear friend, as you all know, today is the day to bring WhatsApp business and also a lot of commitment in our daily life. Storage is a big problem if your mobile memory is 16 GB. If WhatsApp Account have many groups, Maybe you have a problem with WhatsApp storage? I Don't worry . You have to install WhatsApp in your laptop. Do you know, laptop storage is quite high. Now the problem is how to install WhatsApp on laptop. There are two method to use whatsapp  in desktop first method through your whatsapp QR code.


Assalam o Alaikum Friends Jesa Ke Ap logon ko Pata hai ke Aj Kal Whatsapp Bussiness Ke Lye Aur Bhi Kaafi tarah se hamari roz maraha zindagi ke Rooz Marah ke kaamon main istamaal ho rehi hai. istamaal kerte storage ka kafi masla ataa hai yani ap ke mobile ki memory agar 16 Gb ho whatsapp ke ap ne kaafi group ko join kia howa tu yakenan ap ko whatsapp ki wajah se storage ka masla aa sakta hai. in masail ko mad e nazar rakte howe ap ko whatsapp ko laptop main install kar lena chaiye kyun ke ap logon ko pataa hai ke laptop ki Storage Kaafi zyada hoti hai . ab masla yeh hai ke laptop main whatsapp kese install krni hai. is ke doo tariqe hain pehla ap QR code ke zariye web.whatsapp ko istamaal kr sakte hain aur doosra tariqa yeh ke ap emulator istamaal kr lain.


Use Web WhatsApp | Web WhatsApp ko Kase Istamal karen?

Yahan web whatsapp ko istamal krne ke doo tariqe hain:

  1.  Web Browser ko Open ker ke URL main Web.WhatsApp likhain aur mobile main whatsapp ki App khool kar QR ko Scan Karain. WhatsApp Desktop Or Laptop Main Open Ho Jaiye gi.
  1. Web.WhatsApp Yahan se ap Desktop or PC walaa version Downlaod kar lain aur Aap Apne PC main Kr lain Dobara QR Code Ko Scan karain aur Whatsapp ko istamaal Karain.



WhatsApp Ko PC main Kase istamaal karte hai ?


 WhatsApp Ko PC and Desktop main install kase karte hain:

Post a Comment

0 Comments